November 01, 2014

Mahabharat-Title Song Lyrics

Shakti hai..bhakti hai..
Janmo ki mukti hai..
Jeevan ka ye sampurn saar hai..

Yug yug se kan kan mein..
Shrishti ke darpan mein..
Vedon ki katha apaar hai..

Karmo ki gaatha hai..
Devo ki bhasha hai..
Sadiyon ke itihaas ka pramaan hai..

Krishna ki mahima hai..
Geeta ki garima hai..
Grantho ka granth ye mahan hai..
Mahabharat Mahabharat..

No comments:

Post a Comment