Pages

October 14, 2015

Logon Ke Ghar Mein Rehta Hoon Lyrics - Griha Pravesh (1979)


लोगों के घर में रहता हूँ , कब अपना कोई घर होगा
दीवारों की चिंता रहती है, दीवार में कब  कोई दर होगा


सब्जी मंडी बाप का घर है, फूल बंगिश पे  मामा का
श्याम नगर में चाचा का घर, चौक पे  अपनी श्यामा का
मैके और ससुराल के आगे और भी कोई घर होगा
दीवारों की चिंता रहती है, दीवार में कब  कोई दर होगा
लोगों के घर में रहता हूँ..

इच्छाओ के भाई इच्छाओ के  भीगे चाबुक
चुपके चुपके सहता हूँ
दूजे के घर यूँ लगता है मोज़े पहने रहता हूँ
नंगे पाँव आँगन में कब बैठूंगा कब  घर होगा
दीवारों की चिंता रहती है, दीवार में कब  कोई दर होगा
लोगों के घर में रहता हूँ..

Lyrics In English
:
Logon ke ghar mein rehta hoon, kab apna koi ghar hoga..
Diwaro ki chinta rahti hai, diwar mein kab koi dar hoga..

Sabji mandi baap ka ghar hai, phul bangish pe mama ka..
Shyam nagar mein nagar mein chacha ka ghar, chauk mein apni shyama ka..
Maike aur sasural ke aage, aur bhi koi ghar hoga..
Diwaro ki chinta rahti hai, diwar mein kab koi dar hoga..
Logon ke ghar mein rehta hoon..

Ichhao ke bhige chabuk, chupke chupke sahta hoon..
Duje ke ghar yuh lagta hai, mauje pahne rahta hoon..
Nange paon aangan mein, kab baithunga kab koi ghar hoga..
Diwaro ki chinta rahti hai, diwar mein kab koi dar hoga..
Logon ke ghar mein rehta hoon..

Movie/album: Griha Pravesh (1979)
Singers: Bhupinder Singh
Song Lyricists: Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer: Kanu Roy
Music Director: Kanu Roy
Director: Basu Bhattacharya
Music Label: Saregama
Starring: Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Danny Denzongpa, Sarika
Release on: 28th July, 1979



No comments:

Post a Comment