Amar prem wohi hai jispe khoon ke halke halke se cheente ho, taaki usse buri nazar na lage.
(Eternal love is something that has light marks of blood on it, so that no one can cast an evil eye on it)
Har kahani ke na bahut pehlu hote hai, farak bas yeh hota hai ke kahani suna kaun raha hai.
(Every story has many facets, the difference just lies between who's reciting the story)
Pagalpan ki hadh se na guzre, woh pyar hi kaisa?
(Love that doesn't cross the limits of craziness, ain't love)
Chote chote shehron me na, bade bade qatl kara dete hain pata hi nahi chalta.
Sambandh toh maansik hota hai, sharirik toh sambhog hota hai.
Lata (Yamini Das): Bahu apne haath se pakode bana lo
Rani Kashyap(Taapsee Pannu): Pakaode banane toh nahi aate Mummy
Lata (Yamini Das): Biodata mein likha tha tum sravgun sampaan ho?
Rani Kashyap(Taapsee Pannu): Biodata mein aapne bhi likha tha...Apaka beta 5 foot 10 inch ka hai. Inchi tape main na 5 fit 8 inch ka hai ye ladka.
-K Himaanshu Shuklaa
No comments:
Post a Comment